Wafa Ke Khwab MuhabbatWafa ke khwab muhabbaWafa ke khawab muhabbat ka aasara le jaAgar chala hai to jo kuch mujhe diya le jaMaqam-e-sud-o-ziyan aa gaya hai phir jananYeh zakhm mere sahi tir to utha le jaYahi hai qismat-e-sahara yahi karam teraKi bund bund aata kar ghata ghata le jaGurur-e-dost se itna bhi dilshikasta na hoPhir uth ke samane daman-e-iltaja le jaNadamaten hon to sar bar-e-dosh hota hai'faraz' jan ke evaz aabaru bacha le ja
Ye Husn-E-Raz Muhabbat Ye husn-e-raz muhabbatYe husn-e-raz muhabbat chupa raha hai koiHai ashk aankhon mein aur muskura rha hai koiNazar nazar mein tajalli dikha raha hai koiNafaz nafaz pe mujhe yaad aa raha hai koiTakhayulat ke dhoke hain sab shab-e-vadaNa aa raha hai koi aur na ja raha hai koiYe husn-o-ishq ke tasvir ke hain do manzarKi ro raha hai koi muskura raha hai koiQadeer hasher mein pahunche to hum ne kya dekhaKisi ke hath se daman chuda raha hai koi
Yeh Dil Kabhi Na MuhabbatYeh dil kabhi na muhabbaYe dil kabhi na muhabbat mein kamayab huaMujhe kharab kiya, aap bhi kharab huaAjal men, zist mein turabat men, hashr mein zalimTere sitam ke liye main hi intakhab huaNigah-e-mast ko saqi ke kon de ilzamMera nasib ki rusava mera shabab huaHamare ishq ke das-bis ne bhi dad na diKisi ka husn zamane mein intakhab huaFana ka dawa hazaron ko tha zamane meinHabab ne mujhe dekha to aab-ab hua
Wafa Ke KhwabWafa ke khwaWafa ke khwab muhabbat ka aasara le jaAgar chala hai to jo kuch mujhe diya le jaMaqam-e-sud-o-ziyan aa gaya hai phir jananYeh zakhm mere sahi tir to utha le jaYahi hai qismat-e-sahara yahi karam teraKi bund bund ata kar ghata ghata le jaGurur-e-dost se itna bhi dilshikasta na hoPhir uth ke samane daman-e-iltaja le jaNadamaten hoon to sar bar-e-dosh hota haiFaraz jaan ke evaz aabaru bacha le ja
Bichad Ke Mujh Se KabhiBichad ke mujh se kabhBichad ke mujh se kabhi tu ne ye bhi socha haiAdhura chand bhi kitana udas lagata haiYe vasl ka lamha hai ise rayegan na samajhKe is ke bad wohi duriyon ka sahara haiKuch aur der na jhadata udasiyon ka shajarKise khabar tere saye mein kon baitha haiYe rakh-rakhao muhabbat sikha gai us koWo ruth kar bhi mujhe muskura ke milta haiMain kis tarah tujhe dekhun nazar jhijhakati haiTera badan hai ke ye aainon ka dariya hai
Wo Mere Pyar Ka Kis Qadar Mazak Udha GayaWo mere pyar ka kis qadar mazak udha gayaKe muje muhabbat karne ki saza suna gayaHumne muhabbat ka agaz ush se hi kiya thaOr wohi is ko injam tak phocha gayaa